RozgarNaukri ke peeche ek young aur dedicated team hai jo aap tak har din fresh job updates pahunchati hai.
ЁЯСд Satesh Sahu (Founder & Content Head)
Raipur, Chhattisgarh se belong karte hain aur jobs aur blogging field me 3+ years ka experience hai. Satesh ka main focus hai Govt Jobs aur Career Guidance content laana.
ЁЯСй Hunny Bajaj (Co-Founder & Social Media Manager)
Hunny RozgarNaukri ke Instagram aur YouTube par content manage karti hain. Daily short videos aur reels ke through job alerts pahunchana inki responsibility hai.
Hamara vision hai ki har ek job seeker ko verified aur genuine information easily mile тАУ bina confusion ke.
